Wednesday, January 27, 2010

Shero-Shayari Collection



Tanhai se se pyar kar ke dekhiye ansu khod v khod sukh jayenge
ek baar dil se insan ban kar dekhiye khuda v aap ke pass ayenge.

Wo gulab hi kya hai jis me laali na ho
Wo gulshan hi kya hai jis me maali na ho
Wo Sasural hi kya kai jis me Saali na ho
Arre yaaro wo program hi kya hai jis me Taali na ho.

Unki galiyon me gaya to
woh phool barsane lage
jab unki mummy ne dekha
to gamle bhi saath aane lage.

Sharab sharir ko khatam karti hai
sharab samaj ko khatam karti hai
aao aaj is sharab ko khatam karte hai
ek botal tum khatam karo ek hum khatam karte hai.

Doodh Mein Uria, Mineral Water Mein Castic Soda,
Pepsi Aur Coke Mein Pesticide, Yani Pani Wani Bhi Kharab,
Ab Hum Kya Kare, Pure Bachi Bhi Hai To Sirf Yeh Sharab.

Dil mein ummidon ki shama jala rakhi hai.
Hum NE apni alag duniya basa rakhi hai.
Is yakin ke saath ki ayega aapka reply.
Humne apni nazar mail par bichha rakhi hai.

Phool mein Khusbu nahi rehti ,
chaand mein roshni nahi rehti ,
agar koi apna bichad jaye to khudaa kasam
zindagi zindagi nahi rehti.

0 Comments:

Please send your suggestion to akshaw1@sanjay4u.co.cc